Sai Baba live darshan 9 may 2026
Sai Baba live darshan 9 may 2026: daily ritual and live stream from Shirdi Click on image to play video Welcome, aaj ki blog post Mein aapka swagat hai! Aaj ka shubh din hai Shaniwar aur aaj ke sai Baba ke live darshan Hetu Aap Hamare image per click Karke Sidha prasaran dekh sakte hain. Ismein aapko sai Baba ke "Kakad Aarti tatha Baba ke shrdi Majhe Pandharpur yah Aarti ke darshan karae gaye hain." Aaj Ke Sai Baba Sandesh Mein Ham dekhne wale Hain Ki Baba Ne jo sabse Anmol Vachan diya hai ki - 'Jo bhi shrdi aaega Khali Hath na Jaega'. Baba Kabhi Bhi Apne bhakton Ko Shirdi se Khali Nahin Jaane dete woh Apne bhakton ki Har ichcha, Aakansha Puri karne mein Apna purn Sahyog Dete Hain. Special hashtags #SaiBabalivedarshan #SaiBabaShirdi #SaiBabaaarti Subscribe our channel for daily Sai Baba Darshan and kakad Aarti Darshan.